mujhe Usse Koi Shikayat Hi Nahi, Shayad Hamari Kismat Me Chahat Hi Nahi. Meri Taqdir Ko Likhkar Khuda Bhi Mukar Gaya, Puchha To Bola Ye Meri Likhawat Hi Nahi
Khamoshiyon Mein Ek Ada Itni Pyari Lagi, Apki Dosti Hum Sabse Nyari Lagi, Ye Na Tute Kabhi Yahi Dua Hai Hamari, Kyoki Duniya Mein Ek Yahi Cheej Hume Hamari Lagi..
Khamoshiyon Mein Ek Ada Itni Pyari Lagi, Apki Dosti Hume Sabse Nyari Lagi, Ye Na Tute Kabhi Yahi Dua Hai Hamari, Kyoki Duniya Mein Ek Yahi Cheej Hume Hamari Lagi..
Panaaho me jo aaya ho us pe vaar kya karna ,
jo dil hara hua ho us pe fir adhikar kya karna ,
mohabbat ka maja to dubne ke kashmokash me hai,
ho gar maloom gahrai to dariya paar kya karna .